Thursday 18 August 2016

Best Dosti SMS/Messages For Friends In Hindi status 2016

Best Dosti SMS/Messages For Friends In Hindi status
------------------------------------------------------------------

Kehte hai Accha dost maths k Zero jaisa hota hai,? Jiski waise to koi keemat nahi hoti hai? Par wo jiske Sath jud jaye uski kimat dus guna badh jati hai.
Dosti kisi ki Riyasat nahi hoti,
maut kisi ki Amanat nahi hoti,
sambhal kar rakhana hamari Adalat mein kadam,
yahan dosti todne wale ki Jamanat nahi hoti.

Ek Alag Si Pehchan Banana Ki Adat Hai Hume
Sab Kuch Luta Sakte Hain Teri Dosti Me
Kyunki Dosti Nibhane Ki Adat Hai Hume

Fulo ne mosam ko suhana banaya hai, Pedo ne dharti ko dulhanki tarah sajaya hai, khuda meri sari khusiya usko dena jisne mujeapna ''DOST'' Banaya hai..
Kafi waqt laga aap tak ane main,
kafi fariyad ki khuda se apko pane main,
kabhi dil tod kar mat jana,
qki hamne umr gujar di aap jaisa dost pane MAIn

Fikar itni hai us khuda ko tumhari,
Usne bhej di tumhare liye duniya sari
1 aansu bhi na ane denge ae DOST teri aankho mai
Us khuda se jyada fikar hume hai tumhari

7 rango Se bana indradhanush,
7 suro se bani hai sargam,
7 fere se bana hai bandhan aur in,
7 akshro se banta hai apna rishta
*"F R I E N D S 4 E V E R"*

Kaun keheta hai ki dost humse tumhari judai hogi
Ye afwah kisi aur ne uidai hogi
Shaan se rehenge aapke dil me hum
Itne dino me humne aapke dil me kuch to jagha banai hogi

~:: 140 character sms ::~

"Dosti" dil hai, dimag nahi
Dosti soch hai, awaz nahi
Koi ankho se nahi dekh sakta dosti ke jazbe
Kyun ki dosti ehsaas hai, andaz nahi

In andhero ke liye kuch aftab mange hai
Dua me humne dost kuch khaas mange hai
Jab bhi manga kuch rab se
To tere liye dost khushiyon ke pal behisaab mange

Baatein aisi karo ke jajbaat kabhi kam na ho
Khayalat aise rakho ke kabhi gum na ho
Dil me apni itni jagha dena Dost hume
Ke khali-khali sa lage jab hum na ho..

Kuch beete pal ki yaad sajaye rakhna
Kuch aane wale pal se aarzu lagaye rakhna
Pal to yun hi aate jata rahenge ye dost
Bs apne hotho pe muskaan yun hi banaye rakhna

Meri Kisi Bhi Baat Par Naraz Na Hona
Apni Pyari Mushkan Kabhi Na Khona
Sukun Milta Hai Sunkar Aapki Hansi Ko
Haste Rehena Kabhi Zindegi Me Udash Mat Hona

Zamane Ki Har Jannat App Ke liye Hogi
Ye Ashma Ye Zami Aap Keliye Hogi
Mujhse Keh Bhi Na Paoge Uske Pehele
Mere Hisse Ki Har Khushi Aap Keliye Hogi

Milne ki tamanna lekar aaya ye SMS.
Chehre pe aapki smile dekhne aaya ye sms.
Bhule nai hai hum aapko.
Ye yaad dilaane aaya ye sms.

Jidagi kisi ki amaanat nahi hoti,
amaanat me kabhi kayamat nahi hoti,
dil ko sambhaal kar rakhna mere dost,
Dosti ki kaid me kabhi jamaanat nahi hoti.....

Kya Jaane Kab Maut Ka Paigam Aa Jaye,
Na Jaane Kab Zindagi Ki Shaam Aa Jaye
Aey Dost Mujhe Us Din Ka Intezaar Hai,
Jab Yeh Zindagi Tere Kisi Kaam Aa Jaye.

SMS doesn't only mean
Short Messaging Service
but it also means
Special
Moment
Sharing
with
Someone
Most
Special
Like U....

Kal Ho naa Ho
Aaj To hai
Aaj ho na ho
Yah pal to hai
Ye pal ho na ho,
Ham to hain
Ham ho na hon,
Hamare Dosti to hai


jannat ka raasta kyun dekhu,
jaha dost rahain vahin jannat hai,
tere dosti mere dil me hamesa bani rahe bhagwan se
ab yehi mannat hai...


Jab koi zamane mein sahara nazar aaya
Bas tu hi mujhe hamara nazar aaya
Main teri dosti mein baitha raha aise
Na toofan nazar aaya na kinara nazar aaya

Khushboo ki tarah meri sanson me Rehena
Laho banke meri Anshuon me Rehena
Dosti hoti hai Ristoon ki Anmol Gehena
Isiliye dosti ko kabhi alvida na kehena

Taqdeer ne chaha Taqdeeer ne bataya
Muqadar ne tumhe aur hame milaya
Khus naseeb the hum ya wo pal
Jaab aap jaisa Anmol sa dost Zindegi me Aaya

Dillagi dosto ke nam hoti hai,
dildari dosto ki shan hoti hai,
kahin bhi raho par rahoge dil mein,
yahi sachi dosti ki pehchan hoti hai...

Khamosh raat ke pahalu main sitare na hote
In rukhi Ankho me Rangin nazare na hote
Hum na karte Parwah aap ki
Gar aap jaise dost hume itne pyare na hote

Taaron ko ginne wale hum na the
Akele gun gunane wale hum na the
Ye to aap ki dosti ne aadat laga di
Warna kisi ko itna yaad karne wale hum na the

Kab maine kaha ki shona aur chandi chahiye
Bas aapki dil me chhota sa kona chahiye
Jise hum keh sake dilse apna
Aisa bhi to koi yaar hona chahiye

Dost se doti basaya jata hai,
Dosti se dost ko hasaya jata hai,
Dost to wo dawa hai mere dost,
Jisese kanch ko bhi kohinur banaya jata hai,

"DOSTI" karna accha hai,
dosti nibhana "FARZ" hai,
dosti todna "BEWAKUFI" hai,
or dosto ko bewaqt "DISTURB" karna.
"HAQ BANTA HAI YAAR"

Aapka Rista Humare Suro ka saaz hai,
aap jaise apno par hume naaz hai,
chahe kuch bhi ho jaye zindagi me,
Ye rishta kal bhi waisa rahega jaisa aaj hai

~ : Enjoy more new shayari on friendship : ~ | Shayari Dosti | Shayari - SMS |
Kahin ahdhere to kahin sham hogi
Hamare har khushi aap ke naam hogi
Kuch maang ke dekh lijiye humse ye dost
Hoton pe hansi aur hatheli pe jaan hogi

Guzre hue kal ki yaad aati hai
kuch lamhon se aankhen bhar aati hai
wo subah haseen wo shamm nirali
doob jati hai
jab aap jaise doston ki yaad aati hai...

Chala jaa message tu banke gulab.
Hogi sachi dosti to ayega jawab.
Agar na aaye jawab to mat hona udas.
Hamare liye waqt nahi hai unke pass....Dil se ...

Hamari galtiya ko bhulate rahna,jindgi bhar dosti nibhaterehna agar hum na chal sake aapke sath to aap hi kadam se kadammilate rehana.





0 comments:

Post a Comment